Sunday, July 1, 2007

kaam ek ..khaas hai aapse...

aaj phir jarurat aa padhee hai Kabir,Rahim, Ravidash jaise mahan logo ki
jo shamaj ko phir ek naee rah,jo nashe jaise buraeeyo se logo ko dur rakhshke
unehai jindagi naye dhan se jina sekha de,is kam mai mukt hirday se shahyog
aap de ge muchhe is baat ka yakin hai..
Kabirdas ji ne dhik hi kaha tha...

amlii ho bhu pap se,shmujhat naahi andh|
kahai kabir amli ko kal chdh-ave kandh||

Kabir ji...

raakhe barat ekadshii,krai ann ko tyag |
maang tmakoo ntjai,khai kabir abhag ||

kishee ke neeche girne mai bhi
klyad chhipa hai bhuto ka
buandh barshat ki
jo uchaeeyo ki shikhar kpar thi
jab neeche girati hai
to punha ek bar koshish
upar uthane ki karti hai
annt tah bikhar hi jati hai
thara mai
shama hi jati hai dhara mai
uska ashittva mit jata hai
ushka yah mon shamarpad
kishi ko bhi yaad nahi rahata
najar aati hai to sab ko shirph
haree-bharee vashuandhara
hare-bhare upvan
pai-paudhe,phalo se bhare varksh
us buandh ka nam koee nahi leta
jishke bikhrne se hi
ye dhara sharmadh huee

4 comments:

surabhi said...

Kabirdas ji ne dhik hi kaha tha...

amlii ho bhu pap se,shmujhat naahi andh|
kahai kabir amli ko kal chdh-ave kandh||

surabhi said...

Kabir ji...

raakhe barat ekadshii,krai ann ko tyag |
maang tmakoo ntjai,khai kabir abhag ||

surabhi said...
This comment has been removed by the author.
डाॅ रामजी गिरि said...

ushka yah mon shamarpad
kishi ko bhi yaad nahi rahata

ek boond ka dard itni khoobsurati se ubhrara hai aapne.. lazawab rachna hai aapki.